Preparation Of India For Test Series Against England, Test team squads of India for england, Latest Interview Of Sourav Ganguly About Team India
Hlw guyzz kaise ho?
Good morning friends, bohut din ho gaye meine koi vi post published nahi kiya hai. Q-ki mein thora busy tha. Iss baat ke liye aap sab log please mujhe maaf kar dena. Toh fir chaliye aaj hum baat karte hai India ki test matches ke liye preparation ke baremeh. T-20 series India ne jeeta, ODI series jeeta England ne. Matlab dono team hi strong hai aur well prepared hai fight back karne ke liye. Agar India ke test team ke baat kiya jai toh Dhoni ke na hone sai kafi farakh parege yeh toh confirm hai. Virat Kohli ka test matches pe as a captain kuch khas record nahi hai. Avi tak Virat ne jitne vi test matches pe captani kiya hai us me ek vi team set up nahi kar paya hai, har matches pe Virat ne ek naya team khilaya hai. Toh iss baat se patah chalta hai ki Virat vi under pressure hoga iss test series ko lekar.

India ke purb captain Sourav Ganguly ne ek interview pe yeh kaha hai ki, test series jeet ne ke liye India ke har ek batsman ko apna apna top class performance dena hoga aur uske saath saath har ek innings pe minimum 400-500 runs karna parega. Q-ki India iss test series pe batsman ke upor hi jada dependent hai. England ke test team ki baat kiya jai toh wo vi bohut strong hai. Matlab humme ek badiya matches dekh ne ko mil sakta hai. Dekhteh hai India kya karta hai aur kon konsa strategy leta hai jeet ne ke liye...
SQUADS:- Virat Kohli(C), Shikhar Dhawan, Murali Vijay, Cheteshwar Pujara, Ajinkya Rahane, Karun Nair, Hardik Pandya, Ravichandran Ashwin, Ravindra Jadeja, Lokesh Rahul, Dinesh Karthik, Rishabh Pant, Kuldeep Yadav, Umesh Yadav, Shardul Thakur, Jasprit Bumrah, Ishant Sharma, Mohammed Shami.
GUYZZ PLEASE SUPPORT ME MY FOLLOWING MY BLOGS...THANK YOU
Leave a Comment